Saturday, 17 January 2015

Allah SWT


شیعہ عقیدہ توحید :-

سب کا خالق ، مالک ، پالنے والا اور سب کا معبود و مسجود صرف اللہ ھے ۔وہ ھر جگہ حاضر و ناظر اور موجود ھے ھر چیز کو جانتاھے ، وہ اکیلا ھے کوئ اسکا شریک اور مثال و مثیل نہیں ھے وہ ھر چیز پر قادر ھے وہ زمان و مکان سے ماواراہ ھے ۔ ساری کائنات اسکی محتاج ھے مگر وہ سب سے بے نیاز ھے وہ حاجت راواہ اور مشکل کشاء ھے وھی بیماروں کو شفاء دیتا ھے اور وھی ھماری دعاؤں کو سننے والا اور قبول کرنے والا ھے ۔ تمام کائنات اسکے قبضہ قدرت میں ھے وھی بلا شرکت غیرے اس میں متصرف ھے تمام جہان کا چلانے والا ھے اسکی ذات وہ ھے جس کے لیۓ فنا نہیں ھے ۔ وھی پیدا کرنے والا اور رزق دینے والا ھے وھی کھیتیاں اگاتا ھے وھی مارتا ھے وھی جلاتاھے ۔ وھی عالم الغیب ھے وھی سمیع و بصیر ھے اور علیم و خبیر بھی وہ نہ دنیا میں نظر آتا ھے نہ آخرت میں نظر آۓ گا وہ ذات میں ، صفات میں ، افعال میں اور عبادت میں واحد و یکتا ھے کسی چیز میں بھی اسکا کوئ شریک نہیں ھے ۔

دعا :- خدا ھمیں محمد و آل محمد علیھم السلام کے صدقے عقیدہ توحید کو سمجھنے اور اس پر قائم رھنے کی توفیق عنائت فرماۓ تاکہ ھم خدا اور اسکی مخلوق میں تمیز کر سکیں اور شرک جیسی مہلک بیماری سے محفوظ رہ سکیں ۔ آمین

 

 




This email has been checked for viruses by Avast antivirus software.
www.avast.com


Nahjul balagah ki baatey

हजरत अली अ.स के नहजुल बलागाह से लिए गए कुछ बहतरीन अक़वाल :

1.अल्लाह ने अपनी इताअत पर सवाब और अपनी नाफ़रमानी पर सज़ा इस लिए रक्खी है के अपने बन्दों को अज़ाब से दूर रक्खे और जन्नत की तरफ घेर कर ले जाये.

2.कंजूसी तमाम बुराई की जड़ है और ऐसी मेहार है ,जिससे हर बुराई की तरफ खिच कर जाया जा सकता है .

3.इल्म अमल से जुड़ी हुई चीज़ है लिहाज़ा जो जानता है वोह अमल भी करता है ,और इल्म अमल को पुकारता है -अगर वोह लब्बैक कहता है तो बहतर है वरना वोह भी उससे रुखसत हो जाता है -

4.जो तुमसे हुस्ने जन रक्खे ,उसके गुमान को सच्चा साबित करो -

5.ईमान दिल से पह्चान्ना ,ज़बान से इक़रार करना और आज़ा से अमल करना है -

6.हसद की कमी बदन की सेहत का सबब है -

7.इतनी अक्ल तुम्हारे लिए काफी है जो गुमराही की राहो को हिदायत के रास्तो से अलग करके तुम्हे दिखा दे -

8. जो हक से टकराएगा ,हक उसे पछाढ़ देगा -

9.फ़क्र और सर्बुलंदी को छोड़ो ,घमंड ओ गुरूर को मिटाओ ,और कब्र को याद रक्खो -

10.जिस चीज़ पर कनात कर ली जाये वोह काफी है-

11.जिसे अपनी आबरू अज़ीज़ हो ,वो लड़ाई झगड़े से किनारह कश रहे-

12.ज़ालिम के लिए इन्साफ का दिन उससे ज्यादा सख्त होगा ,जितना मजलूम पर ज़ुल्म का दिन -

13.जो अमल नहीं करता और दुआ मांगता है वोह ऐसा है जैसे बगैर चिल्ला कमान के तीर चालाने वाला-

14.वोह उम्र जिसके बाद अल्लाह आदमी के उज़्र को कुबूल नहीं करता है ,६०(60 years) बरस की है -

15.मै(हज़रत अली ) अहले ईमान का सरदार हूँ और बदकारो का माल सरदार है -

Friday, 16 January 2015

Tabeeb

Hajaj Bin Yousuf Ne 1 Tabeeb Se Farmaish Ki,
Mujhey Tib Ki Kuch Achi Batain Batao

Tabeeb Ne Kaha :
(1) Gosht Sirf Jawan Janwar Ka Khao,
(2) Jab Dupeher Ka Khana Kha Lo To So Jao, Or Sham Ka Khana Kha Kar Chalo,
Chahe Tumhain Kanton Par Chalna Pare,
(3) Jub Tak Pait Ki Pehli Ghiza Hazam Na Kar Lo Doosra Khana Na Khao,
(4) Jab Tak
(Baitul Khala) Na Jao Sone K Liye Bistar Par Na Jao,
(5) Phalon (Fruits)
Sirf Naye Mosam Me Khao Jab Mosam Jane Lage To Phal Khana Chor Do,
6) Khana Kha Kar Pani Peeny Se Behtar Hy Zehar Pe Lo Ya Phir Khana He Na Khao,

Brothers

[1/16, 1:23 PM] BandaeKhuda: Hazrat Muhammed E Mustufa s.a.w.w. (Salwat):

Us shakhs par AFSOS H JO JUME KE DIN BHI MASAELE DEENI SIKHNE KE LIE APNE KAROBARE DUNYAWI SE FARIG NA HO.

Ref.: Tehzibul Islam.

Read this Hadis and Do Amal on it.

FORWARD TO OTHER ISLAMIC GROUPS AND GET LOTS AND LOTS OF SAWAB
[1/16, 1:31 PM] BandaeKhuda: 🔹 Nahj al Balaga 🔹

Imam Ali (as)

Jo Shaqs Apne Ko Bhaut Pasand Krta Hai Woh Doosron Ko Na Pasand Ho Jata Hai ,Aur Sadqa Kamyab Dawa Hai Aur Duniya Mai Jo Bandon Ke Aamal Hai Woh Aakhirat mai Unki Ankhon Ke Samne Honge..
[1/16, 1:31 PM] BandaeKhuda: Riwaayat:

Ek saal Madine ke log qahet (famine / dushkaal) ki zyadati mein giraftaar the tab ek qaafila Shaam (Syria) se khaane-peene ka samaan lekar Madina aa pahuncha.

Oos roz Jume ka din tha aur Paighambar (saww) Namaz e Juma ke Khutbe mein mashgool the.

Qaafile walo'n ne hamesha ki tarah apne aane ka ailaan dhhol aur doosre aalat e musiqi (musical instruments) bajaa kar kiya to log tezi ke saath bazaar mein pahunch gaye. Is mauqe par jo Musalman Masjid mein Namaz ke liye jama huwe the unhone Khutba sun'na chhor diya aur apni zaruriyaat poori karne ke liye bazaar chal pade aur sirf 12 mard aur 1 aurat Masjid mein baaqi reh gaye.

(Tab Surah Juma ki Ayat number 11 naazil huwi aur jaane walo'n ki sakht mazammat ki.) 
Paighambar (saww) ne farmaya, "Agar ye chhota sa giroh (12 mard aur 1 aurat) bhi chala jaata to oon sab par aasmaan se pattharo'n ki bearish hoti".

(Tafseer e Namuna, v13, p600).
[1/16, 1:31 PM] BandaeKhuda: 🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂

Imam Sadiq A.sNe Farmaya:
jo apne brother momin ko bura kam kartedaikhe or    qudrat rakhete hoey bhi usko na rokay to usne apne  us bhae k sath khayanat ki. 

📚 Ref.AMALI SUDOOQ.P.162

🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂🍂

Thursday, 15 January 2015

Hikmat ki baate

Imam Sadiq{as}
"Shabe Juma Salwat Padhna 1000 Nekiyo Ke Barabar Hai, Jisse Hazaar Gunah Mitaa Diye Jate Hai Or Hazaar Darze Buland Kiye Jate Hai..
>Nehjul Asraar
P.618 V.2

Imam Ali (as)
se kisi ne poochha ke agar koi shakhs Tauba kar ke phir gunaah kare aur phir Tauba kare to uska kya banega?
Aap ne farmaya, "Allah usay maaf kar dega."
Sawaal karne waale ne kaha ke kitni baar insaan ke liye Tauba ki gunjaaish maujood hai?
Aap ne farmaya, "Jab tak Shaitan azaad hai oos waqt tak Tauba ki gunjaaish maujood hai."
(Tafseer Noor us Saqlain, v2, p317)

Imam Reza (as)
se sawaal kiya gaya ke Allah Ta'ala ne Firoun ko kyun garq kiya (paani mein duboya) jab ke wo Allah par Imaan le aaya tha aur Uski Tauheed ka iqraar kar chuka tha?
Aap ne farmaya,"Iski wajah ye hai ke wo azaab ko aankho'n se dekhne ke waqt Imaan laya tha aur oos waqt ka Imaan qaabil e qubool nahi hai.,,,"
(Uyoon Akhbaar ar Reza, v2, p167)

Imam Ali (as):

Qaribi Rishtedaaro'n ki Dushmani bichchu ke dank se ZYADA DARDNAAK hai. (Meezan ul Hikmah, Vol6)
🌹Imam Ali (as):🌹

"Logon ki zindagi me Us Nmk Ki Tara rho. Jo Khany Me to Dikhai Nahi Deta

Lekin

Aagr Na Ho To Uski Kami Bohat Mehsoos Hoti Hy.

Wednesday, 14 January 2015

Tajalliyate Hikmat - Namaaz

Vacancy in dubai metro
Knowledge of train coaches or metro train required
Relevant candidates (shia) can send resumes at bhzaidi@gmail.com
Kindly forward to all shia groups and contacts

Feel free to call at 9015246493

Haqeer e dua
Bilal Husain Zaidi
[1/14, 9:16 PM] Br Zulfi: 🌺👉Imam Ali (AS)👈🌺

Momin aur kaafir ke darmiyaan sirf NAMAAZ ka farq hai. Lihaaza, jo NAMAAZ ko CHHOD kar Imaan ka daawa kare, uska amal usay jhootlaayega aur khud uske khilaaf gawaahi dega.

Source :
Tajalliyate Hikmat (Namaaz) 
[1/14, 9:16 PM] Br Zulfi: بِسْمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحْمٰنِ ٱلرَّحِيمِ

اسّلام و علیکَ یا صاحب الزّمانء

🌹SIPHA-E-MAHDI (A.J.T.F)🌹BROADCAST NETWORK🌹

As-salamu alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatoh,

Today Hadees of the Day....!!!!!!!!!

🌺👉 Allah (swt) 👈🌺

Main Apni azmat o jalaal ki qasam khaakar kehta hoon ke wo (bachcha) jo apne waaledain ka na-farmaan (disobedient) hai, wo agar Mere paas tamaam nabiyo'n ke tamaam nek amal lekar aata hai, to bhi Main oon nekiyo'n ko oos se qabool NAHI karunga. 

    (Family Life of Islam)

Rasule Khuda (saww):
"Agar tumhe GUSSA aaye aur tum khade ho to baith jao, agar oos se gussa thanda ho jaaye (to behtar hai) warna seedhe leyt jao."

📚(Meezan ul Hikmah, Vol 7)

Imam Ali (as):
"GUSSA pi liya karo aur usay bhool jaaya karo kyunki is kadwe ghoo'nt ko pi lene ka natija bahut meetha hai.."

📚(Gorar ul Hakam)

Imam Sajjad (as):
"Jo Raah e Khuda ko pasand karta hai usko 2 ghuunt peene hain, ek GUSSE ka hai jisme Hilm se kaam le aur ek MUSIBAT ka hai jisme Sabr se kaam le."

Reference 📚(Al Kafi, Vol 3, P-369)

(Salwat)
اَللَّهُمَّ صَلِّ عَلى مُحَمَّدٍ وَّآلِ مُحَمَّدٍ وَّعَجِّلْ فَرَجَهُمْو َالْعَنْ أَعْدَائَهُمْ اَجْمَعِيْن

😢AL-AJAL-YA-IMAM-E-ZAMANA (AJTF)😭

A humble request : Please do pray & work for restoration of Jannat al-Baqi & early re-appearance of Imam-E-Zamana (atfs)

Iltemase Sura Fatiha Syed Tauqeer Hussain Ibne syed Ali obaad
[1/14, 9:16 PM] Br Zulfi: Salamun alaikum,

Imam Ali (as): Tumhare 3 dost hai aur 3 dushman. Tumhare dost = tumhara dost, dost ka dost, dushman ka dushman. Tumhare dushman = tumhara dushman, dost ka dushman, dushman ka dost.  (Tajalliyaat e Hikmat)

Wahab Bin Amr (behlol e dana)

Topic aib
  Imam Sadiq (as): Aaqao'n (Masters) ki tarah dusro'n ke aibo'n (defects) ko NA dekho balke Gulamo'n ki tarah apne aibo'n ki taraf dhyaan do. (Meezan ul Hikmah, Vol7)
(HGS)

Wahab Bin Amr (behlol e dana) , Imam Jaffar Sadiq(A.S) ka shaagird the jis ne Imam Musa Kazim(A.S) ka zamana bhi dekha.

Riwayat 1:------------Haroon Rasheed k daur mein Jub Imam Musa Kazim(A.S) per Zindaan mein shadeed tareen sakhtiaan dhayi ja rahi theen, usi waqt Imam(A.S) k chahnay walon per zindagi tung ki ja rahi thi.Haroon lanati ne bauhat se nam-war logon se Imam Musa Kazim(A.S) k qatl ka fatwa talab kia. Wahab bin Amr inkaar k nataaij se waaqif tha, lihaza Imam se rah-numayi ki darkhwast ki aur Un ki hidayat per DEEWANA ban kar apni jaan bachayi.

Riwayat 2:------------Wahab bin Amr ka jurm Aal-e-Muhammad(S.A.W.W) se aqeedat mandi tha. Jub usay pata chala k anqareeb usay bauhat se MUHIBBAN-e-Ahl-e-Bait(A.S) k sath giriftaar kar k qatal kar dia jaye ga, us ne bauhat mushkilon se Imam seraabta qaim kia. Imam per is qadar sakhti thi k Imam(A.S) ne kisi cheez per urdu/Arbi ka sirf aik harf "JEEM" likh kar bahar phainka.Is "JEEM" se Wahab bin Amr ne "JUNOON" ka mafhoom nikaala, aur deewaangi ikhtiyar kar li. Laikin isi deewangi, bachon jaisi harkaton, aur maskharay pan mein wo zarurat k waqt is qadar danish-mandi ki baatain kar jate k log hairaan reh jatay. Wo pagal bhi kehlaate aur mushkil masaail mein unhi k faislon ko ahmiat di jaati, Unho ne haroon Rasheed aur Abu Hanifa se le kar bauhat se logon ko kayi dafa la-jawab kar k rakh dia.Is sab k bawajood koi ye sabit nahin kar pata thak wo DEEWANA nahin hai. Yehi kamaal hai k wo dar-haqeeqat Aal-e-Muhammad(S.A.W.W) k deewane hain.[Is Muhib-e-ahl-e-bait(A.S) ka asal naam zayada tar log ya jaantay nahin thay ya bhool gaye thay.Ye Bohlol k naam se mash'hor hue, jis k ma'nai hein aisa deewana jis ne deewangi ka mafhoom badal dia aur DANISH-e-BURHAANI k mani samjhaye. Ye wo tanha pagal deewana kehelwanay wala hai jo danish-mandon ko hikmat o danish sikhaate hai]

--------------------------------------------------------------------Abu Hanifa dars o tadrees mein masroof tha k Aashiq-e-Ahl-e-bait(A.S) Hazrat BEHLOL ka guzar wahan se hua. abu Hanifa us waqt apne shagirdon se keh raha thay k mujhe IMAM JAFFAR SADIQ(A.S) se 3 baaton mein ikhtilaaf hai.(mazAllah)

1. Imam Jaffar Sadiq kehtay hein k iblees naar-e-jahannummein daala jaye ga, laikin mein is baat se ittifaaq nahin karta, kyun-k Iblees ki khalqat AAG se hui, bhala aag ko aag kia jalaye gi!

2. Imam Jaffar Sadiq kehtay hein k KHUDA ka deedaar mahaal hai, lakin mein ikhtilaaf karta hun kyun-k Khuda maujood hai, aur har Sahib-e-wujood qabil-e-deedaarhai.

3. Imam Jaffar Sadiq kehtay hein k Insaan apnay kaamon mein khud-mukhtaar hai, jub k mein kehta hun k tamam kaam Min-Janib ALLAH hain,Insaan ko apnay fail per koi ikhtiyar nahin.

Hazrat BEHLOL:------------------Behlol ne teenon masaail ko ghaur se suna, aur matti ka aik dhela Abu Hanifa ko maara aur bhaag niklay. Abu Hanifa ki peshaani per chot ayi aur wo apnay shaagirdon k saath Behlol k peechay bhaaga aur Behlol e dana ko pakar kar khalifa k darbaar mein pohanch gaya.

Behlol : Mujhe pakar kar kyun laye ho mein ne tumhara kia bigaara hai?
Abu Hanifa: Is ne mujhe Matti ka dhela maara hai aur meid shadeed dard mehsoos kar raha hun.
Behlol: Agar tu sacha hai tou mujhe apna dard dikha!
Abu Hanifa: Nadaan! dard bhi koi dekhne ki cheez hai! dard tou bus hai, mein dikha nahin sakta.
Behlol: Lakin kuch der pehle tou tum keh rahay thay k Jub Khuda maujood hai tou dikhayi bhi dega kyun-k har sahib-e-wujood qabil-e-deedaarhota hai.
AKHIR TUM APNA DARD MUJHE KYUN NAHIN DIKAHATAY!?

Behlol(Khalifa se) : App is se puchain mein ne isay kia maara hai?
Abu Hanifa: Janab is ne mujhe matti ka dhela maara hai jis se mujhe bauhat aziat pohnchi hai.
Behlol: Abu Hanifa! ye matti kaisay tumhein koi aziat pohncha sakti hai? Tum tou khud matti se banay ho. abhi tum keh rahay thay k Iblees jo khud Aag se paida hua ko jahannum ki aag kaisay jalaye gi!
Behlol(Khalifa se) : janab mein bilkul be-gunah hun aur ye mujhe na-haq saza dilwana chahtay hein.
Abu Hanifa: Tum ne mujhe matti ka dhela maara, tum kaisay be-gunah qarar paa saktay ho!?
Behlol: lakin kuch der pehlay tou tum apne shaagirdon se keh rahay thay k jo kuch bhi is jahan mein ho raha hai khuda ki taraf se ho rahahai, lehaza tumhein maarnay wala mein nahin bul-k KHUDA hai.____________________________________________ye sun kar Abu Hanifa samajh gaya k Behlol ne us k teenon nazriaat ko baatil kar dia hai. Haroon Rasheed ne bhi BEHLOL "DAANA" ki baatain sun kar muskuraya.

Hamaray liay baaes e zaib o zeenat

Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya:

Hamaray liay baaes e zaib o zeenat bano. Hamaray liay baaes e Sharmindagi na bano. Hamain Logon kamahboob banaao aur Logon ko Hum se nafrat na dilaao. Hamari taraf Logon ki muhabbat khaincho aur Hum se har qisam k shar aur Fisaad ko door rakho (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni.

Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 337 Hadis no 8 Aakhri Hisa)

Mola Ali (AS) ne farmaya:

Jab Allah kisi bande ko zaleel karna chaahta hai to ilm kadarwaza uske liye band kar deta hai.

Ref : Tajalliyate Hikmat (Ilm)

Mola Ali (AS) ne farmaya:

Haq se badhkar taarif karna CHAAPLUSI hai; aur haq se kam taarif karna ya to bolne ki kamzori hai ya phir HASAD (jealousy) hai.

Ref : Tajalliyate Hikmat (Taarif)

Do dil nahi hote sine me

Topic :- Hum Ahle Bait (as) ki Mohabbat Aur hum Ahle Bait (as) ke dushmano ki mohabbat

Imam Baqir (as) :- ne Allah (swt) ke is qaul,

"Allah (swt) ne kisi insaan ke seene me do dil nahe rakhe"

Ke bare me farmaya,

Hamari mohabbat aur Hamare dushmano ki mohabbat insaan ke seene me jama nahi ho sakti ke WO ek (dil se) mohabbat kare Aur doosre (dil se) nafrat,

pas hamare mohib ki mohabbat khalis hoti hai, jaise sona aag ke zariye khalis hota hai aur usme koi kadoorat (aib) nahi hoti.

Jo chahta hai ke hamari mohabbat ko Jane use chahiye ke apne dil ka imtehaan le.

Agar usne hamari mohabbat ke saath hamare dushmano ki mohabbat ko shareek kiya to WO hum me se nahi hai Aur na hum usse hain, Allah, jibraeel Aur mikaeel us ke dushman hain Aur Allah to kafiron ka dushman hai.

Ref :- Tafseere Qummi
Vol :- 2
Page :- 171

Allama Iqbal

"Dr. Allama Iqbal"

Goongi Ho Gai Aaj kuch Zuban kehte kehte,

Hichkicha Gaya Me khud ko Musalman kehte kehte,

Ye baat Nahi k Mujko Allah par Yaqeen Nahi,

Bas dar gaya khud ko sahib-e-imaan kehte kehte,

Tofeeq Na hui Mujhe ek waqt ki Namaz ki,

Aur Chup Ho Gaya Moazzin Azaan kehte kehte,

Kisi kafir Ne jo pocha k Ye kya Hai Maheena,

Sharm se pani Hath se gir gaya Ramazan kehte kehte,

Meri Almari me Gard se Ati kitab ka Jo poochha,

Mai Gaddh gaya Zameen me Quran kehte kehte,

Ye sun k chupki saadh Li "IQBAL" Us Ne,

Yun laga jaise ruk gaya wo mujhe Haiwaan kehte kehte..

"A silent msg for all muslim

Tuesday, 13 January 2015

All muslims are brother

Jan 14, 12:59 AM - Sensei: IMG-20150113-WA0017.jpg (file attached)
---
---
Sent by WhatsApp
Jan 14, 12:59 AM - Sensei: Sochne wali baat hai bhaiyyo....
.
Musalmaano ka har firka ek dusre ko Kaafir kehta hai...
Ek Kaafir hi hai Jo hum sab ko Musalmaan kehta hai...
Jan 14, 12:59 AM - Sensei: IMG-20150113-WA0031.jpg (file attached)
Jan 14, 12:59 AM - Sensei: IMG-20150113-WA0035.jpg (file attached)
Jan 14, 12:59 AM - Sensei: IMG-20150113-WA0034.jpg (file attached)
Jan 14, 12:59 AM - Sensei: IMG-20150113-WA0033.jpg (file attached)
Jan 14, 12:59 AM - Sensei: IMG-20150113-WA0032.jpg (file attached)
Jan 14, 12:59 AM - Sensei: IMG-20150113-WA0030.jpg (file attached)
Jan 14, 12:59 AM - Sensei: 🔴Khodaya Khodaya ta Engalabe Mahdi

🔵Oh God, Oh God, until the revolution of
Mehdi

🔴Az Nehzate Khomeini

🔵Of the government of Khomeini

🔴Mohafezat befarmaa

🔵Protect (Protect
Khomeini's Government)

🔴Khamenei-e-rahbar, be lotfe khod neghdar

🔵With your kindness, keep Khamenei the
leader

🔴Razmande-gaane eslam, nosrat ataa
befarmaa

🔵Give the fighters of Islam victory

🔴Didare roye Mahdi, nasibe maa begardan

🔵Make us destined to see the face of Mahdi

🔴Ziarate Karbala, nasibe ma befarma

🔵Make us go to Karbala - allow it in our
destiny.

🔴Ameen, ya rabbal alameen.

🔵Please accept our prayer, Lord.

SJTeam
(We are not the ppl of kufa, to leave khamenei alone)

Chat history is attached as "WhatsApp Chat with KHAAS.txt" file to this email.

Bahtarin Sawal aur jawab

Shukr e khuda

  Rasule Khuda (saww):

Jo khana khaa kar (Allah ka) SHUKR adaa karta hai wo oos shakhs se behtar hai jo Roza rakh kar Khamosh rehta hai (yaani Shukr adaa nahi karta hai).

(Tuhaf ul Uqoul)

Imam Sadiq (as):

Dushman e Khuda ke saath Achche Akhlaaq se peash aana, Insaan ka apni aur Momin bhaiyo'n ki jaan ka behtareen Sadqa hai.

(Meezan ul Hikmah, Vol3)

Monday, 12 January 2015

Ilm

[1/13, 8:32 AM] Br Zulfi: SALAMUN ALAIKUM

JANABE ZEHRA (S.A.)
ALLAH ne Namaz ko wajib karar diya hai taake Insaan ke dil se Takabur ko nikaal de.

(Behar 82/209)
SALWAT
[1/13, 8:33 AM] Br Zulfi: Rasule Khuda (saww):

Allah ki nazar mein ILM talab karna AFZAL hai Namaz se, Roze se, Hajj se, aur raah e Khuda mein Jihad karne se.

(Nahjul Fasaha, Hadees No.1057)
[1/13, 8:37 AM] Br Zulfi: HAZRAT IMAAM JAAFAR E SAADIQ(AS) NE FARMAAYA:-

AGAR EK MOMIN DOOSRE MOMIN SE MILNAA PASAND NA KARE,TO USKE AUR JANNAT KE DARMIYAAN SATTAR DEEWAARE HAAEL (AADH) HONGI AUR HAR DEEWAAR EK HAZAAR SAAL KI MASAAFAT(FAASLE) KE BARAABAR MOTI HOGI AUR EK KA FAASLA DOOSRI SE HAZAAR SAALA RAAH KI  MASAAFAT(FAASLE) PAR HOGAA.

(USOOLE KAAFI,JILD 4,PG__331,H__3)

HEADACHE and EYE

HEADACHE

If the headache is in front of the head, it's treatment is sleeping.  If it's on top of the head, it's treatment is eating and drinking water.  If the headache is at the back of your head, then it's treatment is releasing stress.

&&&&&+++++&&&&&+++++&&&&&

TREATMENT  FOR INCREASING  THE  POWER  OF  EYESIGHT

This is very important to those whose eyes are weak and also for
everyone else.

Eye muscles suffer with the passage of time which leads to not being able to having proper eye contact.  In order to restore power in our eyesight and keep them healthy, we need to follow the following faridha in our salah:

We should always keep our eyes open during salah (including during sujood) and focus on the spot of sujood throughout the salah. The wisdom behind looking at the sujood spot is that while in rukoô the eye muscles pressure the eye lens to increase vision and while we get up the eye muscles loosen while in sujood, the lens shrink because of the distance between the eyes and the ground.  When we get up again the eye muscles loosen.  This action we practice each day which exercises our eye muscles.  We perform this each day in at least 17 rakaahs or more.

Our prophet (SAW) has instructed us to keep our eyes open throughout salaah  and now scientists have discovered that this practice helps in increasing the power of our eye sight.

Subhan Allah for this great wisdom of keeping our eyes open during sujood.

This deserves to be read, re read and shared with others.  Share and don't refrain from earning a reward from Allah subhanahoo ta'aala

Tibb e nabawi saw

اِنْ  شَاءَ  اللَّه
Must read :

Imprtnt msg 4 u r lyf

TIBB-E-NABWI (Sallallaahu alaihi wasallam)

•Jo Log Khane Se Pehle
Thora Namak Chakh Lein
Woh Log 30 Qism Ki Bimariyon se Mehfooz Rehte hein.

•Khajoor Ko Nashte Mein istemal Karo Ta k Tumhare Anderooni Jarasim ka Khatima Ho jaye.

•Ghum Ka Shikar Hoto Kheer Kha liya karo.

•Zukam Se Mat Ghabrao
Yeh Tumhein Junoon Se Mehfooz
Rakhta Hai.

•Kalonji Mein Maut K Siwa her Beemari ka elaj hai.

•Aankh ka dukhna Andhe Hone se Mehfooz rakhta hai.

•Khansi k hone se falij se hifazat rehti hai.

•1 bar durood shareef parh k apne doston ko is tohfe se zaroor nawazei.

"Zaitoon (Olive)" mein 76 beemariyon ka elaaj hai..

''Zam Zam''
Har beemari ka elaaj hai..

"Anaar"
Mein Jannat ke paani ka ek qatra hota hai..

Shifa ke 2 mazhar hai:
"Shehad"
Aur
''Quran-e-Paak''

Jiss ghar meim khajoor ho woh ghar wale kabhi bhookey.nahi rahenge..

AZAAN ka ek jumla sunkar usse dohraye toh uske naam-e-amal mein 2 lakh neikiyan likh de jaati hai
Aur
Jo koi dusre ko bataye toh uske
"Nam-E-Amal" mein 30 lakh neikiyan likh di jaati hai..

QAYAMAT ke din toh insaan ek neiki keliye tarsega.
zara is msg ko gaur se samjho aur achha👌 lage , aur ho sake to sab ko fwd karo.
(V.I.P TOHFA)

"SUREY YASEEN"
Fajr k bad parney se her khawish puri hoti he.

"Surey Waqia"
Magrib k bad parney se kabi faka nahi aata.

"Surey Kosar" Dushmano Ki Dushmani Se Bachati he.

"Surey Kaaferoon" Mout K Waqt Kufur Se Bachati he.

"Surey Ikhlaas" Munafiqat Se
Bachati he.

"Surey Falaq" Haadson Se Bachati he.

"Surey Naas" Waswason Se Bachati he.

Ye TOHFA Dusroon ko bhi den.

Q k ALLAH AZZOJAL TOHFA dene walon ko pasand farmata hay.
Bohat piyara msg hai
apne Doston ko
Zarur send karen,

Allah ne apne bando
pe Nemate ki jin me
3 ye he

1. Anaaj me keerey
paida kar diye,
warna log ise soney or chandi ki tarah zakheera
kar letay or log bhookey
mar jate

2. Mot ke baad murdey ke jism me badboo paida ki warna koi apne pyaaro ko dafan na karta

3. Museebat ke baad
sabar o sakoon diya
warna zindagi kabhi khushgawar na hoti

To tum apne rab ki
kon kon c naimat ko jhutlaooge.
Subhan ALLAH
INFORMATION
Kya Ap jante hain.
Quran paak ko sunnay se cancer nahi hota bulkay cancer cell agr ho to wo bhi mar jate hain.

Lambe sajde krne se zehan tez hota hai, sar dard or baal girne se bachata hai

Tashhud k douran ungli uthane se dil mazboot hota hai

Ye msg Shaitan fwd karne say rokega magar ap aisa hone na dain or sab contacts ko send kar dain.

JazaakAllahu Khair.
...

Sila Rehmi

Sunday, 11 January 2015

WhatsApp Chat with Shia

Jan 11, 4:17 PM - 786: Nahjul Fasahah - لا تُؤْذُوا مُسلِماً بِشَتْمِ كَافِرٍ.
Do not hurt a Muslim by insulting an infidel.
Jan 11, 4:18 PM - 786: Nahjul Fasahah - لا تَسُبُّوا الشَّيْطانَ وَتَعَوَّذُوا بِاللَّهِ مِنْ شَرِّهِ.
Do not insult Satan, and take refuge with God from his evil.
Jan 11, 4:19 PM - 786: Nahjul Fasahah - المُسِبَّانِ ما قالا فَهُوَ عَلى البادِي ما لَمْ يَعْتَدِ المَظْلُومُ.
When two persons insult each other, the one who has begun (the game) is sinful, provided that the oppressed does not exceed his limits.
Jan 11, 4:20 PM - 786: Nahjul Fasahah - سِبَابُ المُسْلِمِ فُسُوقٌ، وَقِتَالُهُ كُفْرٌ، وَحُرْمَةُ مَالِهِ كَحُرْمَةِ دَمِهِ.
Insulting a Muslim is wickedness, fighting him is blasphemy, and his wealth is as worthy as his blood.

Chat history is attached as “WhatsApp Chat with Shia.txt” file to this email.