Whatsapp messages
Imam Ali (as):
3 cheezein Yaadshakti (memory) badhaati hai aur beemari duur karti hai -
Doodh peena,
Miswaak (toothbrush) karna
aur
Tilaawate Quraan.
(Meezan ul Hikmah, v2) (Salwat)